380+Jism Shayari (Mohabbat sy Bharai Hui Jism Poetry)
Jism Shayari is a helpful poetry that concentrates on the physical body, mostly its beauty, romance, and wishes. In this type of poetry Jism Shayari in 2 lines, poets usually use literary language to explain the different features of the body, like its moves, skin and behaviours. These poems can explain emotions of love, desperation, excitement or even pain with the body. The target of Jism Shayari for love is to collect feelings and thoughts connected to the human body using the power of words and pictures. It is a style for poets to celebrate and look at the difficulty and beauty of the actual form. If you want Motivational Shayari than click here
Na Hawas Us K Jism Ki Na Shoq Uski Lazzat Ka
Bin Matlabi Sa Banda Hoon Uski Saadgi per Marta Hu
Jee Toh Chahta Hai Tujhe Cheer Ke Rakh Doon Ae Dil
Na Woh Rahe Tujhme Na Tu Rahe Mujh Mein
Meri wafa ki kimat usne
apne ansuan layak bhi na samjhi
Khusi unhe nhi milti jo zndgi ko apni sharto pe jite hai
Khusi to unhe milti hai jo dusre ki khusi ke liye apne zndagi ke mayne badal dete hai
Jo Ladkiya Apne Jism Ko
Hath Nahi Lagane Deti
Aaj Kal Ke Mahan Aashiq
Unhe Bewafa Kehte Hai
wo sari hade par kar maine
riwazo ko toda tha jiske liye
aaj wo bandh kar mujhe riwazo se
had me rahne ko kah gaye
Hum apni rooh tere jism mein he chhor aye…
Tujhy galay se lagana tu ek bahana tha jan
hum tou usay rooh sa hasil kerna chahty hian faraz
jism ti sar-e-bazar bika kerthy hian
Apna ‘Jism’ mat tarash, issay mitti mein hi jana hai,
Apni ‘Rooh’ k? t?rash Ay ibn-e-aadam, issay KHUDA k paas jana hai
A kash wo raat jaldi se aaye,
jb tu apni unglio se mere balon ko sehlaye,
me dheere dheere juda karun libas tere jism se,
or tu madhoshi me mjhse lipat jaye,
me choomo tere jism ko kuch is trha
k bekhudi me teri aah nikal jaye
mere jalte hont jb milen tere honto se
mere dehekte jism me halchal c mach jaye
Tere jism pe apne jism ko rakhu,
Tere honton ko apne honton se maslu,
Tujhe pyar main itni shiddat se karu,
Ki us mithe dard se teri aah nikal jaye,
Dard se teri aankho se aasu jhalak jaye,
Or tu tan se or mann se sirf meri ho jaye,
Badan se tere lipta rahon or subha ho jaye,
Subha tujse jb main puchu teri raat ka aalam,
Tu sharma kar mere seene se lipat jaye!!
Top Romantic Jism Shayari
Jo Ism-O-Jism Ko Baaham Nibhaane Waala Nahi | जो इस्म-ओ-जिस्म को बाहम निभाने वाला नही
jo ism-o-jism ko baaham nibhaane waala nahi
main aise ishq par eimaan laane waala nahin
main paanv dhoke piyuun yaar banke jo aaye
munaafiqon ko to main munh lagaane waala nahin
bas itna jaan le ai pur-kashish ke dil tujhse
bahl to saka hai par tujh pe aane waala nahin
tujhe kisi ne galat kah diya mere baare
nahin miyaan main dilon ko dukhaane waala nahin
sun ai kaabila-e-kufi-dilaan mukarrar sun
ali kabhi bhi hajeemat uthaane waala nahin
जो इस्म-ओ-जिस्म को बाहम निभाने वाला नही
मैं ऐसे इश्क़ पर ईमान लाने वाला नहीं
मैं पांव धोके पियूं, यार बनके जो आए
मुनाफ़िक़ों को तो मैं मुंह लगाने वाला नहीं
बस इतना जान ले ऐ पुर-कशिश के दिल तुझसे
बहल तो सकता है पर तुझ पे आने वाला नहीं
तुझे किसी ने गलत कह दिया मेरे बारे
नहीं मियां मैं दिलों को दुखाने वाला नहीं
सुन ऐ काबिला-ए-कुफी-दिलाँ मुकर्रर सुन
अली कभी भी हजीमत उठाने वाला नहीं
Dar Ishq Na-Jism-O-Jaanam
chize ajabam na iin na-anam
har ja ki ravam ḳharab-e-ishqam
man ka.aba-o-but-kada na-danam
uu be-shak-o-be-guman yaqin ast
man be-shak-o-be-guman gumanam
man jam-e-jahan-numa-e-ishqam
man murdam-e-dida-e-jahanam
afzun ze-zaman-o-dar-zamanam
bairun ze-makan-o-dar-makanam
chuun shams ze-partave ki daram
gah zahiram va gahe nihanam
TERE NAAM SE MOHABBAT KI HAIN
Tere naam se mohabbat ki hain,
Tere ehsaas se mohabbat ki hai,
Tum mere pass nahi phir bhi,
Tumhari yaad se mohabbat ki hai,
Kabhi tumne bhi mujhe yaad kiya hoga,
Maine un lamho se mohabbat ki hain,
Tum se milna to ek khwab sa lagta hain,
Mene tumhare intezar se mohabbat ki hai.
Aj Mujh Se Lipat K So Jao,
Aj Mujh Se Lipat K So Jao,
Aj Kro Kuch Aisa Mujh Me Kho Jao
Apne Nazuk Se Malmal Se Jism Ki Khushbu Se,
Mere Badan Ko Mehka K So Jao
Musalsal Sans Se Sans Jor Do Jana,
Aj Mere Tan Se Apna Tan Mila K So Jao
Chand Si Chandni Me Taaro Ka Dikhao Jalwa,
Aj Mujhe Pyar Do Ya Pyar Kar K So Jao.
Best Jism Shayari for Love
Kabhi Kabhar Use Dekh Len Kahin Mil Len
Ye Kab Kaha Tha Ki Wo Khush-Badan Humara Ho
کبھی کبھار اسے دیکھ لیں کہیں مل لیں
یہ کب کہا تھا کہ وہ خوش بدن ہمارا ہو
कभी कभार उसे देख लें कहीं मिल लें
ये कब कहा था कि वो ख़ुश-बदन हमारा हो
***___________________***
Kuch Nahi Sujhta Humai Us Bin
Shauq Ne Hum Ko Be-Hawas Kya
کچھ نہیں سوجھتا ہمیں اس بن
شوق نے ہم کو بے حواس کیا
कुछ नहीं सूझता हमें उस बिन
शौक़ ने हम को बे-हवास किया
***___________________***
Kuch Ho Rahega Ishq-o-Hawas Mai Bhi Imtiyaz
Aaya Hai Ab Mizaj Tera Imtihan Par
کچھ ہو رہے گا عشق و ہوس میں بھی امتیاز
آیا ہے اب مزاج ترا امتحان پر
कुछ हो रहेगा इश्क़-ओ-हवस में भी इम्तियाज़
आया है अब मिज़ाज तिरा इम्तिहान पर
***___________________***
Bohat Kuch Kaha Hai Karo ‘Mir’ Bas
K Allah Bas Aur Baaqi Hawas
بہت کچھ کہا ہے کرو میرؔ بس
کہ اللہ بس اور باقی ہوس
बहुत कुछ कहा है करो ‘मीर’ बस
कि अल्लाह बस और बाक़ी हवस
***___________________***
Ki Us Ne Garm Sina-e-Ahl-e-Hawas Mai Ja
Aave Na Kyun Pasand Ki Thonda Makan Hai
کی اس نے گرم سینۂ اہل ہوس میں جا
آوے نہ کیوں پسند کہ ٹھنڈا مکان ہے
की उस ने गर्म सीना-ए-अहल-ए-हवस में जा
आवे न क्यूँ पसंद कि ठंडा मकान है
***___________________***
Hawas-e-Gul Ke Tasawar Mai Bhi Khatka Na Raha
Ajab Aram Diya Be-Par-o-Bali Ne Mujhe
ہوس گل کے تصور میں بھی کھٹکا نہ رہا
عجب آرام دیا بے پر و بالی نے مجھے
हवस-ए-गुल के तसव्वुर में भी खटका न रहा
अजब आराम दिया बे-पर-ओ-बाली ने मुझे
***___________________***
Ankhon Mein Noor Jism Mein Ban Kar Wo Jaan Rahe
Yani Humin Mein Rah Ke Wo Hum Se Nihaan Rahe
آنکھوں میں نور جسم میں بن کر وہ جاں رہے
یعنی ہمیں میں رہ کے وہ ہم سے نہاں رہے
आँखों में नूर जिस्म में बन कर वो जाँ रहे
या’नी हमीं में रह के वो हम से निहाँ रहे
***___________________***
Hawas Ko Hai Nashat-e-Kar Kya Kya
Na Ho Marna To Jeene Ka Maza Kya
ہوس کو ہے نشاط کار کیا کیا
نہ ہو مرنا تو جینے کا مزا کیا
हवस को है नशात-ए-कार क्या क्या
न हो मरना तो जीने का मज़ा क्या
***___________________***
Gunjaish-e-Adavat-e-Aghyar Yak Taraf
Yaan Dil Mai Zoyaaf Se Hawas-e-Yaar Bhi Nahi
گنجایش عداوت اغیار یک طرف
یاں دل میں ضعف سے ہوس یار بھی نہیں
गुंजाइश-ए-अदावत-ए-अग़्यार यक तरफ़
याँ दिल में ज़ोफ़ से हवस-ए-यार भी नहीं
Jism Shayari in Hindi
ज़िस्म के ज़ख्म हो तो मरहम भी लगाएं,
रूह के नासुरों का हकीम मिलता नहीं हमें!
है तेरा जिस्म किसी और की बाहों के लिए,
तू तो एक ख़्वाब है बस मेरी निगाहों के लिए!
है तेरा जिस्म किसी और की बाहों के लिए,
तू तो एक ख़्वाब है बस मेरी निगाहों के लिए!
जिस्म छू के तो सब गुज़रते हैं,
रूह छूता है कोई हजारों में…
जो मेरे जिस्म की चादर बना रहा बरसों…
ना जाने क्यों वो मुझे बेलिबास छोड़ गया !!
ज़िस्म के ज़ख्म हो तो मरहम भी लगाएं,
रूह के नासुरों का हकीम मिलता नहीं हमें!
खूबसूरत ज़िस्म हो या सौ टका ईमान…
बेचने की ठान लो तो हर तरफ बाज़ार है!
रूह ने कई बार मुझ से अकेले में कहा
जी लिए हो तो चलो जिस्म बदल कर आयें
रूह मुझे दो, जिस्म भले ही उसे देदो।
जिस्म तो खो दोगे जनाब, फिर भी रूह तो महफ़ूज़ होगी हमारे पास।
हर हुस्न को अपनी तलाश मत कहो,
तुम उसके जिस्म को लिबास मत कहो,
कभी कभी मजबूरियाँ नुमाईश कराती हैं,
सिर्फ़ हिज़्र की खातिर इसे प्यास मत कहो।
भूल गया मैं पुराने ज़ख्म जब तुम पास आये,
दिल में एक हलचल हुई जब तुम मुस्कुराए,
पहले तो हिज़्र की रातें काटे नहीं कटती थीं,
वस्ल से फुर्सत नहीं जब से तुम रूह में समाए।